300+ TOP URDU Multiple Choice Questions and Answers

URDU Objective Questions

1) Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.
Shahnama Islam

2) ”Baray aalu ka kuch bayan ho jaye”_____ka mazahya mazmoon hai.
Mushtaq Ahmad Yousafi

3) ”Manzil e shab”_____ka majmooa’e kalam hai.
Mukhtar sadiiqui

4) Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.
Ch.Afzal haq

5) Nazm “Manto” kis shairi majmooa mein hai?
Shab e rafta

6) ”Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho”____ka misraa hai
Mirza Ghalib

7) Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.
Sir Syed Ahmad khan

8) Heart Attack______ki nazm hai.
Faiz Ahmad faiz

9) Naeem_____ka kirdaar hai.
Udaas naslen

10) _____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..
Mirza GhalibURDU Multiple Choice Questions11) ”Aik Khadim e Khalq ki kahani”_____ki tehreer kerda hai.
Ch.Afzal haq

12) Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?
1930

13) ____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.
Faiz Ahmad Faiz

14) ″Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein”_____ka misraa hai.
Iqbal

15) ”be’khudi le gayi kahan ham ko
daer se intezaar hai apna”______ka sher hai
Meer taqi Meer

16) Prof Sohail____ka kirdaar hai.
Raja Gidh

17) Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,
Anjuman e Panjab

18) Shibli Naumani ki “Seerat un Nabi” ko ____ne mukammal kia
Syed Suleman Nadvi

19) Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.
Faiz Ahmad faiz

20) aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?
Ghalib

21) Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
khawb o khayal

22) Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne “Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
uneesveen sadi

23) Khakim ba’dehan mein khaakon ki tadaad?
8

24) Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3

25) Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?
6

26) Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?
4

27) Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia hai
Maazi

28) Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?
5th

29) “Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain” kis ka qaul hai?
Dr.Zaheer fateh poori

30) Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.
1971

31) Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain
daihi(rural)

32) Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?
shaayiri

33) Faiz ki shayiri____shaiyiri hai
samaaji

34) chand ham aser mash’hoor adeebon k____hain
khaakay

35) _____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi hai
Ghalib

36) ______shaa’ir,afsana nigaar aur naqqad
Ahmad Nadeem Qasmi

37) _____Bang e dara ki nazm hai
taloo e Islam

38) Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain
3

Urdu MCQs Pdf Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top